About the Poet

Name

Aditya Pathania

Nickname

aditya-pathania

About

Maa- Mera Pehla Pyaar

https://www.youtube.com/watch?v=Akzei3j-M0I&t=2s
k Jis insaan mai  Basta Mera sanssar hai
Jis insaan mai  Basta Mera sanssar hai
Woh Meri maa Mera pehla pyaar hai

Woh Har dafa “tu Abhi chotaa hai” kehne ka silsilaa kahatm nahi hua
Woh Har dafa “tu Abhi chotaa hai” kehne ka silsilaa kahatm nahi hua
Shayad Shayad Meri ma k lie main ab tak bdaa nahi hua

Duniaa hameshaa haalat Dekh kar bulaati rahi
Magar Maa hameshaa beta Keh Kar bulati rahi

Waqt chahe kitna bhi mushkil  ho
Khushiyaan har dafa muje milti rahi
Woh toh Meri  maa hai Jo har Roz
Mere lie Dua karti rahi

Meri har choti – badi cheez ko sambhaal sambhaal  Kar rakhti rahi
Meri har choti – badi cheez ko sambhaal sambhaal  Kar rakhti rahi
Main be-fikar rehta Raha aur maa muje laparwah banaati rahi

Woh bachpan ki maar kabhi tumahre haato se toh kabhi chapal k sath
Fir roote hue kud se kehna ke ab nahi karunga kabhi tumse baat

Woh har Baar ki tarha tumhara muje mannana
Meri royi aankho ko saaf karke muje hasaana

Bura lagta ta na maa tuje k Tera beta Teri vajaa see royaa taa
Teri aankein kehti ti  k is ehsaas se tera Dil bhi Roya ta!..

Fir Tera muje galle laganaa aur kehna k doobara mat krna koi galti
Par Mai b ta aadat see majboor fir se dohraata taa apni galti

Woh Mera der raat Tak garr se Bahar rehna
Woh tumahara darna aur fikar karna
Woh har bar papa see mere lie jhoot kehna
Bta kar gya hai muje  Keh Kar papa ki maar se bchana

Dunia Mai Maa aur Bache ka rishta sabse alag hota hai
Shayd tabhi chot lgne pr mujhse zyada tuje drd hta h

Kabhi tujhse naraaz hota hai
Toh kabhi tujhse ladta hai

Kabhi tujhse naraaz hota hai
Toh kabhi tujhse ladta hai
Par Maa tera beta Tujhse bahut pyaar krta hai..
Bahut pyaar krta hai….

Birthday

1995-06-23

Contact No.

3780362925

New Report

Close