Barish

kaisi hain yeh birha ki agan,
jo barish ke panio se na bujhe,
kaisi hain yeh teri yaad,
jo ankho ke pani se na bujhe

satat sangram toh zindagi ka maksad tha,
Par es mamley main anshru hi sahara hain,
Tere aney main kiasmat ka haath tha,
Tere janey main mera

Afsos hota hain apney abhiman main,
Afsos hota hain es barish ke mausam main,
Thora gussey ko darkinar karkey kash hum mil saktey,
Ak chai ya coffee zindagi ko phir patri pe lati,

Es barish ke mausam main,
Kash to hoti pagli.

Related Articles

Responses

+

New Report

Close