bandya

khud ka mukam bananey chala
bandya kisi anjaan sahar main
chod ke apno ko
chala bandya apna jahan bananey

par ghar ki woh choukhat
aj bhi usey pukarey
ghar main uski maa
uski raah takte guzaray

chod aye bandya un galion ko
jaha sapon ke par nahin hotey
woh gaon woh nukkar
jaha sabhi apney hotey the

Related Articles

Responses

+

New Report

Close